Story of Pravat (part 1)
Salaa jindagi ab jindagi nahin raha
Mere se ye sun kar tumhe hairani hogi sayad. But kya karein yaar mera paas iske siba kuchh hai hi nahin. Salaa itna tension hai ki kabhi kabhi lagta hai suicide karna achha rahega. Lekin kya karein isme koi samasya ka hall nahin hai.life mein salaa itna twist hai itna twist hai ki 10 -12 film ban jayega .ok chalo start karte hain
1999 mahina ka wo bhayanak samay ja chhuka tha. 2001 ka panchwa mahina chal raha ta tha. wo hi mahina mein intzaar kar raha ta tha ki kab bahar aunga. akhir wo din aa hi gaya 18/05/2001 ko mein is duniya mein aya. us din sukra war tha subhah ki 8 baj kar 30min par mera pehdahis hua. doctor jakar khus khabri de diye ki beta hua hai. Lekin ghar wale khus nahin the. Kyun ki mera pehda hone se ek din pahle hi mera dadaji ka haat koi chaku se maar diya tha. mera dadaji ko medical le gaya the sab lok mil kar. Yahi baat mere liye kaal ban gaya. Ye sun kar tumhe film jaise lagegi lekin ye mera story hai. Kab kiske saath kya hoga ye kisko pata. Ghar ke kuchh log mujhe kaal samajh rahe the. Ye toh kuchh bhi nahin age bohut kuchh hona baki tha.part 2 mein
Comments
Post a Comment